WHAT MEASURES SHOULD YOU FOLLOW TO BE SAFE ON MONITOR SCREEN? : monitor ki screen par kya savdhani rakhni chahiye?
hello dosto! aapka swaagat hai hamare aaj ke topic ke disscussion mai !
mai aaj is topic pe baat karne waala hun..... to ye blog acchse se padhiyega!
aaj kal ke samay mai ham technology ke saath jitna iprove hote jaa rahe hai,
utna hi hame khatra badhta ja raha hai.... yeh baat sabhi logo ko pata hai ki Russia jaise samriddh desh ke paas sabse jyaada hackers hai! aur uske baad aata hai Amarica.
in dono deshon ke paas hackers ki koi kami nahi hai...
aur yeh bhi sach hai ki jyadaa-tar cybercrime Russia se hi hote hai!
To, sawaal ye uthta hai ki ham apni shursksha kaise kare?
hame to koi coding ya programming nahi aati! na hame hacking aati!
to ham kaise apne aapko aur uske saath saath apni family ko bacha sakte hai?
Sabse saral tareeka hai apne monitor ko carefully observe karna and usme kuch search karke results nikaalna.....
mai aapko kuch tareeko ke baare mai aapko bataunga..... aapko un sab ko achhe se follow karna hai...........
Step1. check for your web browser bookmarks and history...
jaisa ki aap sabhi log ye dekh paa rahe hai ki mene ek overlay tab khol rakhi hai history and bookmark tabs....
to ise kholne ke liye bas aapko apne chrome ke top right corner mai 3 dots milenge........ bas aapko usko ek bar click karna hai an fir aapke saamne kuch aisa interface aa jaega jaisa mene upar waale image mai aapko dikhaya hai...
ab aapko history chek karni hai ki aapke google account se koi transaction waali site se to nahi connect hua hai?
haan, aapne kiya ho toh baat alag hai par agar aapne aisa kuch bhi nahi kiya hai to us site ko examin karen and usmai ye dekhe ki voh website secured hai ya nahi....
ise check karne ke liye aap website ke URL ko dekhiye ki waha "https" hai ya nahi and ek or cheez bhi check kijiye ki waha ek lock ka icon hona chahiye.
ye saari cheezen aap apne monitor pe kewal dekh kar hi pata laga sakte hai ki aap safe hai ya nahi.
yadi aap koi bhi website surf kar rahe hon to aapke saamne kai saare ads aa sakte hai
is cheez ka bhi dhyaan rakhe ki aap galti se bhi waha click na kar den!
aisa karne par aapke cookies(temporary data) jisme aapke stored online account ke password save rehte hai,
vo leak ho sakte hai.........👆👆👆👆👆👆👆👆
Mujhe Umeed hai ki aapko kuch naya jaane ko mila hoga.......
aise hi content ke liye aap hamare web blog to follow kar sakte hai...
THANK YOU
Comments
Post a Comment
glad you like it
if having some suggestion
we need to hear that